1. Arjun: The Warrior Prince
The below is a conversation between Krishna & Arjun from Arjun: The Warrior Prince movie.
Arjun: Kuchh samjh nahi aa raha hai, aap kya kar rahe hai?
Krishna: Pratiksha
Arjun: Aapko darr nahi lagg raha hai?
Krishna: Arjun, bhavishya me kya hone wala hai,
Krishna: uska kisiko nahi pata, aur jo hua hi nahi uski chinta kis liye
Arjun: Apne aap par aisa niyantran
Krishna: Karm karo Arjun, jay parajay ka vichar chhod kar.
Krishna: apne kartavya par dhyan do. Bhay apne aap dur ho jaayega